दोस्तों ये Team Aryan के तरह से फेसबुक पेज हे। इसे लाइक और शेयर कर दीजिये ,,हम कुछ सुधारनेकी कोशिश कर रहे हे
:)
https://www.facebook.com/teamaryan?ref=hl
Dosto kuch hi dino ki bath he , Me Morning ke 6 .00 Baje Gym gaya Tha exercise karte - karte mere dost ne Muze Pucha Are Aryan ,, Muze Ekk Ladki Kafi pasant he ,, Me use Janta Nahi Hu ,Par Wo muze facebook Par chat Karti He , Uske Bate sunkar bada Accha Lagtahe ,, Plz Kuch To kar ke De Na ,,, ,,
Usi wact Mene exercise chodakar use sabse pehla sawal pucha ki Tu Use Ladki Ko Janta He , ,, Wo Bola Nahi ,, Fir Mene Use Pucha Ki Tune Use se kabhi Phon par Bath Ki He ,,to bolta he nahi Hum Sirfe fb par chat karte He ,, Fir Mene use pucha ki Bhai Kitne samay se tum chat kar Rahe Ho ,to Bolta He 1SAL huye ,,,so mene use kaha hatt teri to ,,,Wo Ladki Sirfe tere sath time Pass Kar rahi He ,,,, Q ki Acsar yesa hota he Ki Hum Unknow Logo se Bath Sirfe Apna time ya Apna kam Nikalne Ke Liye Karte He ,,, Uske Bath Mene use Question ke upper Question karte gaya ,,O sirfe Sunte hi Reh gaya .........
Dekho dosto Acsar Ladke Na-Anjane Me sabse badi Ye galti karte he ki Girls Ko Social Site par propose karte he ,,,,, or Unhmese se to kayi sare yese bhi hote he ki ,,,,Unhone Abtak ladki ko Dkha bhi nahi Hota He ,,kabhi unke bare me suna bhi nahi hota he bass uski Request Aagayi or kar Li Accept ,ya Request Send ki Or Accept Kar di To Chalu ho jate he Chatting ke Liye ,,,, Kuch Hi dino me Unhe propose bhi Karte HE ...Or Sidhi bath he Ladki Samne se Na Bol Deti he ,,,,Uske Badh Unhe Rokar Dikhate he ,,,kayi -kayi dinotak bath nahi karte he ,,Fir Apna Rota Huaa Chehra Lekar Unke pass Ate he ,,,,fir bhi ladki jesi thi Vesi hi hoti he ,,,,,,,Lage to Wo tumhare sath 2 ya 4 Acchi bathe Kar Legi par Dill Se Wo Abhi bhi Vesi hi he ,,,,,Esme Huaa Kya ,,, tumhara Vact barbadh Huya ,,,ladki ne Tumhe Reject Kiya ,,, Tumhara Tension off Level Badh Gaya .....Jo bhi Huaa Wo Tumhara Huaa ..Coz Ess Bath se ladki yo ko koe farak nahi padhta he ,,kyu ki Wo tumhe bass ekk Facebook Friend samzti he ,,,,,,SO Dosto Agar Tum Kisi ladki ko Facebook par Propose marne ki Soch rahe ho to stop This ,,,,,Only 20% Girls Unknow Ladko ko yes bolti he ........Agar Koe ladki Tumhe Jantitak Nahi or Wo tumhe FB Par Yes Bol rahi he to Uske character ka patta tum khudh Laga Lo ...
https://www.facebook.com/teamaryan?ref=hl ( Like This Page )

No comments:
Post a Comment