Dosto Agar Tum Ek Garib Ghar se esiliye Tum soch rahe ho ki Garib ladko ko Kabhi Ladki Nahi Pat thi he To chod do Kyu Ki Ladki Patane Ke Liye koe pese Or dolat Ki jarurath Kabhi Nahi Lagathi He ..ha Par Agar tum Arrange married kar ke shadi kar rahe ho to 100% Pese Hone chahiye ...kherr
Tume agar Koe Ladki Patani He TO Sabse pehla tum Me Koe quality honi chahiye jise dekhkar , Ladkiya Impress Hogi ,,Agar Tum me koe bhi Quality nahi to Tumhare pass Dher sare pesse Hokar Bhi Akele hi Rahoge ,,,,( be Noted )
Kyu Ki Ladkiya chahti He ki Unka Lover Ya Boyfriend ,, Smart Or Active Rahe Jo Ki O Apne Dosto Ko Batathe Ya milate wact Accha Mehsus Kare ,,or ekk Bath Ladkiyo Ko Dusri Ladki Ko Jalane Me Kafi Sukh Milta he ,,,Or WO Sari Badhas Aapne Boyfriend ke dwara nikal ne ki koshish Karti he ,,
So Tum Jitna Active Or confident reh sakte ho to raho ,, Hamesha Haste or Hasate Raho ,,, So samne koe bhi Ho Fark Nahi padhta ,Kyu Ki haste huye Logo ke passs hamesha Dusre log ya ladkiya Attract Jada hote he ,,us wact TumHara face kesa he , Ya tum Pesewale ho ya garib ho ye koe nahi dekhta he ,,,yakin mano Ajj Ke duniya me 60% Garib LAdke Hi Ladkiya ghuma Rahe he !!!! kyu ki unke pass talent Hota he ,,,,,
Coming Soon new update :)
( फ्री ऑनलाइन हिंदी कंप्यूटर :- कंप्यूटर हार्डवेयर , नेटवर्किंग ,ग्राफ़िक कोर्स ,CCNA , कंप्यूटर सिक्यूरिटी , स्टॉप हैकिंग लैपटॉप रिपेयर और मोर )

No comments:
Post a Comment