Breaking News

Ordered List

Wednesday, 10 June 2015

आम लड़का VS शातिर लड़का !!!




दोस्तों  काफी दिनों बाद  में फिर से तुम्हारे प्रॉब्लम सोल्व  करने  आया हु। . इन दिनों मुज़े काफी मेल आये हे  जिसमे  से में आज एक  मेल  का  जवाब   देना वाला  हु। । 



  Question :- सर  प्लीज़ मुज़े ये  बताईये  किसी  नयी लड़की  से  कैसे  बात  करे  (मुंबई) से राकेश 


Dekho rakesh Kisi Nayi Ladki se Bath Karna Ya Use se dosti karna Koe Badi Bath Nahi he Par ..unse kese Bath Karna , Ya kesi Dosti Karna Ye Badi Bath He .... Chalo AAj Tumhe Me do Alag  - Aalag Ladko Ke udaharn Deta hu ...........

Samzo ekk Aam Ladka' jise kisi ladki se bath karni he to ..wo Kya karega.....Kuch nahi karega
 bass Man hi man Me sochta bethega Ki muze use se bath karni he , bath karni he,, par wo aage jakar use ladki se kabhi bath nahi karega  kyu ki usme Confident level kam he or Confident kam Hone ke kahi karan Hote jo logo me nirasha or darr Peda karta he ....Useke Vajese Ladka Kabhi Bhi Himmath Karke use Ladki Ko ya Koe bhi ladki Se samne se kabhi Bath Nahi Kar Payega ..

 Aaam Ladka Kya Karta He .. Samzo Wo Koe Bus Me chadh gaya VAha Puri Bus Bhari Padi He Bass Ekk Site Khali He or Use par Ekk Ladki Beti HE .. To WO Ladka Kya Karega Jakar Vaha Khada Ho Jayega ,, Par Use SIt Par Nahi Betega ..kyu Ki Uske Dimag ME yesi kayi BAthe Aati Rahti Jis se Ke Vajese use Use site Par nahi Beth Ne ke Liye MAjbur Karti HE.... Or Dar Ke Ya Log Kya sochenge ,,ess Bath Se o Khada Ka Khada hi Reh jata he ......

Ya Kayi bar Ye Bhi Hota HE Ki Agar Bus Me Koyi Ladki Bethi He Ladka Uske Aagle sit Par Beta He  To wo ladka Piche wali Ladki Ko Himmat Kar Ke Bar Bar Mud Kar dekh Ta he ....Par Tum Jitne Bar Palat Ke dekh Te ho Uthne Hi Bar Ladki Ko Dar Ke Gubare Fut The Ki ,,Q Ki Wo Khudko  insecure Samzati HE ....Nahi  ye Bilkul galat Bath He   Tumhe Ladki Ko darana nahi He Tumhe Use Impress Kar Na He .
Or yese Kayi Bate he Jo Aam Ladka Aapne Jindagi Me Karta rehta he ...


chalo Yese Vact Ek Play Boy Kya Karta HE dekhe ...ek To Tum Apne dimag Se ye bath Nikal Hi DO Ki Play Boy Ekk High training le kar Aaya Ho Ta he Ya Ladki yo Bare me usne Koe degree Li Hoti He <<<Nahi Yesa Kuch Nahi Hota he ,,, Playboy Jo Tumhare Jesa Hi Hota He Par Usme Bharpure Confidence , hota He Jiske Vajah se wo Jo Bhi Kare Wo Bath Chal Jati HE ,,, Samjo Ye Ladka Bus Me chad Gaya Use Pure Bhare huye Bus ME Ek Site Khali Dikhi Or Usapar Koe Ladki Beti Ho..to Bhagakar ,, Na Kisi SOch Or Darr Ke Uske Baju Me beth Jayega ,, Or O Acsar yese moke dhundthe Hi rehta he ,, kyu ki Use Ye Malum Hota he ..Ladki Wo Ko Darpuk , Low confident  or ,shayi Ladke Bilkul Pasand Nahi Hota HE ...,or -Or Play Boy  Hamesha Positive sochta hota he . kyu Ki agar Tum Positive Sochoge Or chehare Par hamesha Ek Pyari Si Hasi Laoge To Tume Kuch Karne Ki Jarurath Nahi HE ,,, Kyu Ki Ladki Yo Ko yese haste huye chehare Pasant Aate he .......


( Abb Tumhe SOch Na HE Tumhe Aam Ladka Bankar Khada - ka Khada hi Rehna he ya , Play boy Bankar Aage badh na he )


Or ye Kuch Tips He Jise Tum Follow Kar lo 


1)  Ladki Yo Ke piche Se Kabhi Math chalo coz Ladkiya Hadbada jati HE  Chahiye To Uske Baju se chalo Par Piche Se Kabhi Nah ( uske Piche Bhi Kayi Karn He Jo Me Tumhe or Din Bataunga 


2) Agar Tum ME Koyi Talent he Uska Bharpur esitmal Ya show-up karo Jab Ladkiya Tumhare Baju ME Ho 

3) Kisi Bhi Nayi Ladki Se Yese Bath Karo Jese Ki Wo Tumhari Bachpan se Hi Achi Dost Ho 


4) Ladki Ke Samne Kabhi Daro Math Ya Narwas Math Ho .....Aagr Tum Dare ya narwas huye honge fir bhi Une ye math Dikhao 



(  तुम्हारे  लाइफ  में कोई भी  प्रॉब्लम  हो  तो  बास  मुज़े  मेल करो दो या पोस्ट कर दो  में पूरी कोशिश करूँगा तुम्हारे जिंदगी में खुशिया  लाने  की  ) 


Thank You 



No comments:

Post a Comment

Designed By Blogger Templates